Log
to khushiyon k
aanshu bahate hain,
aur hame dekho..
apni barbadiyo pe bhi
aur hame dekho..
apni barbadiyo pe bhi
ailaane jhasn karte hai.
Hame
to intezar hai
is ghani raat ke khatam hone ki,
khoobsurat subah ki
pahli kiran ko dekhne ki;
is ghani raat ke khatam hone ki,
khoobsurat subah ki
pahli kiran ko dekhne ki;
Par kambakht subah hone se
pahle
hi aankh lag jati hai,
aur khulti hai fir talash mein
raat k andheri galiyon ki.
aur khulti hai fir talash mein
raat k andheri galiyon ki.
Machis
ki tiliyan..
bujhh jati hain yaha,
mashal
bhi to milti nhi.
~ Swati Kumari "swatz"
khusiyon ka jashn manana fisul tha to
ReplyDeletebarbadiyon ka jashn manata chala gaya........